Train me First Time Yatra kaise kare

Hello Doston
Mai Apaka Rishu bro blog
Aaj mai Ham janenge ki First Time Train me safar kaise kare 

Agar aap train me Yatra Karna pasand hai to is page ko pura pade Aur jankari kaisi lagi hame jarur batana

Train me Yatra karte samay in baaton ka dhyan rakhe Aur sawadham rhe

Jab Aap Train me Frist time Safar kar rha hai to sabse pahle aap ko apane najdiki railway station pahuche aur waha pahuch kar Sabse pahle ticket counter dunde . Aur ek ticket le ticket lene ke baad ticket ko sammal kar rakhe

Aur sabse pahle us platform ko dunde jis platform per apko Jana hai 

Aur waha ke Jeb katro se bache aur apane platform ki or dhayan de 

Platform per jate samay apana bag and saman ka pura khyal rakhe

Aur platform per ke baad apne apne train ka intezar kare.

Yahan tak padne ke 
                                     Thanks....

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Realme और Vivo को दिक्कत देने POCO ने लाया सस्ता और फाडू स्मार्टफोन, फीचर्स ने उड़ाई नींद